KAISA SAMA Lyrics
- Genre:Soul
- Year of Release:2022
Lyrics
Mere do sathiyon se puch chote kaisa mera haal
Kabhi sabse zyda khush kabhi sabse zyda behaal
Mein jo jiwan jira jaani voh mere sar ke bhi paar
Tu sahi hai karu mein khudse sawal
Pehle londe gire pyaar mein ab pyaat unhe gira rha hai
Jo bhi usne paya tha voh sab kuch gawa rha hai
Pehle sath bolte the andi bandi sandi
Lekin jane kyu ab wahi pyaar ghamandi banara hai
Yo Bro This is aint good
Ye voh pyaar nhi jo mujhe karna mehsoos
Agr yahi hota pyaar toh mein akela hi khush
Tera take care ya phir fake care nahi chahiye kuch
Bro kuch gaano ke nahi hote reasons
Band kamra andhera aur kar jaata man mein dil ki baate ab kisi se nahi karta sanam
Isliye kora ye kagaz uspe ghisra kalam
Jane anjane mein jane kyu hojata gaano mein thoda bhavuk ab
Log dena chahte hai salah lekin saare kyu lagte hai chabuk ab
Mujhe laga mere saare ye sapne hai bune maine kaafi zyda naaz se
Par jaane kyu saare ye lagte hai thode thode naazuk ab
Mera bhi man karta hai ki mein bhi baatu mere saare dard
Par jaane kyu hum pe hai thappa laga ki ro mt beta tu hai mard
Jaani humbhi insaan hai humara bhi dil hai narm
Ye konsa rule sab kar rhe hai follow aur kaisa sa hai ye dharm
Jaan
Janu na kaisa hai sama
Jane kya thi meri khata
Ye mera pagal sa dil
Jaane kyu tujhpe fasa
Zyda nahi hai bas do yaar
Ab unse bhi hoti hai kam baat
Dekha jab mera ye badla roop
To kehte bhai apne gum baatAkhein meri phir hui numb aaj
Kyu ki aa gyi phir teri yaad
Saare kehte itne gaane kaise banata toh jaani gaur se suno ye meri baat
Gaane nahi likhta dimak se likhta hu jo bhi mera kehta hai rooh
Kyuki yahi karta hu apne dil ki baat aur yahi mujhe deta sukoon
Mein bhi chahta hu bhulna saari teri baate aur saari teri yaade
Kyu ki akela pad gaya hu aur aisa koi nahi jisse dil ki baate kahu
Koshish nahi kari ki hum ek duje ko jaane
Ese laga pyaat ho gaya hai jaane anjane
Kaha tha humesha denge ek dujhe ka sath
Par voh to the humse is safar mein kaafi aage
Mein bhi ghum aya apni aakhe jhukake
Jani rehne laga tha apne gum ko chupake
Jab voh khush the humse dur hokr
Toh bhi hum kya krte apne gum batake
Jaan
Janu na kaisa hai sama
Jane kya thi meri khata
Ye mera pagal sa dil
Jaane kyu tujhpe fasa
Socha nahi tha ki aisa hoga
Tujhse baat kiye bina sona hoga
Tujhe pakar bhi tujhe khona hoga
Yun tadapte tadapte akele rona hoga