Om Namah Shivay Lyrics
- Genre:World Music/Folklore
- Year of Release:2022
Lyrics
Om namah shivay
Sara sansar ye teri shakti se chalta hai
Trinetradhari tu, jevan shuru tuzh se hai
Damru wale aparampar teri leela
Sabhi bhakto ka tu hai jagat mata aur hai pita
Om namah shivay
Tere nam ko japte hai bholenatha
Sabhi kehte hai tuzhe deva shankara
Tu hi hai jo sabhi par karta hai daya
Tu hi hai jo sabhi ko deta aasara
Kaal kaisa bhi ho, hume chinta uski nahi hai
Kyunki sath sada tumhara hum sab bhakto pe hai
Shiv ke tandav swarup ko sab nataraj bhi kehte hai
Bholenath gambhirta aur kala ka santulan hai
Om namah shivay