Raato Main Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2020
Lyrics
Shuruwaat hi kuch aisi thi
Andhera tha or maatam bhi
Mere nazro ke saamne hi
Sang meri parchaayi bhi nhi thi
Ghut raha hu andar se me
Samay bhi behta chala gaya
Aakhen thi meri nam or gehri
Raato main akela dubta raha
Neend nahi thi pagalpan ka bhoot
Sawaar mujh par hota hua
Milna nahi tha shaitano se
Ab unki baato me main ulajh gaya
Baato me uljha hua tha jab
Uski paheliya suljhayi
Tab pata chala ki kitna main
Andar se jhulas sa gaya tha
Sun rahe ho
Shaitano
Ye kya kiya
Kya bigada tha maine tumhara
Ye dard mujhe
Tune kyu diya
Bharosa mera
Tune bhi toda