Loading...

Download
  • Genre:Hip Hop & Rap
  • Year of Release:2021

Lyrics

Hasrat - aleemrk

...

Aye khuda karam kar tu kar de kareeb apne

Abhi to jeena hai mujhe poore karne ghar ke sapne

Naram mizaaj tha halaato ne banaya sakht hai

Koi nahi sagha mera dikhaya mujhe waqt ne

Koi mera sagga nahi yaha kis ne mera haal dekha

25 hazaar kee nokri kese ghar sambhaal lega?

Maangenge chawal to kese un ko daal dega?

Tujh se nahi pooch raha ye khud se hai sawaal mera

Khud se sawaal mera barhunga me aage kaise

Pairo me kaanch hai to sarko pe hum bhaage kaise

Nishaana daage kese teer ka ata pata nahi hai

Pasand hai paisa us ko , meri is me khata nahi hai

Haan us me wafa nahi hai kyun is me nafa

Nahi hai

Usse to aaj tak lagta hai rab bhi us se khafa nahi hai

Agar wo rootha nahi to dil me kyun sukoon nahi

Me bikta nahi hu mujhe bazaaro me dhoond nahi

Jab aap kuch kar nahi sakte mere baare bako ge hee

Sagho ka sath kaise chorte dekha sagho se hee

Thaali hai khaali to gayab saare jaali

Likin jab bharegi sab se pehle tum hee usko chakho ge bhi

Umar thi 7 dekhe ghar me 4 janazay mene

Jhoot nahi bolunga bhund maare hai daba ke mene

Choti si umar me hee jalan dekhi rishto me

Rashan aate dekha apne ghar pe mene qisto pe

To mujhe sikha mat ke zindagi hai tough kitni

Or na hee sikha mujhe kese yaha par chalna hai

Mera koi aim nahi hai ghar me vigo khari karna

Bas mujhe kisi ke bhi paiso pe nahi palna hai

Bohot kuch yaad aata hai tere ek yaad aane se

Bhooka hee mar jau me ye behtar hai aas khaane se

Khud se naraz hu kiya larunga zamanay se?

Kiya hee tere raaz kholu khud ko kehta hu jaane de

Kasam se mujhe meri zone ke nahi lagte tum

Kasam se mujhe thore dogle bhi lagte tum

Kabhi tareef karte kabhi karte geebat saale

Sach batau to mujhe hosh me nahi lagte tum

Aye khuda me jab bhi zindagi me thokar khaata

Me saare kaam chor ke sajda karne pohonch jaata

Or jab bhi zindagi ye baaziya jeetati hai

Mein bhool jaata hu tujhe mujhe neend kese aati hai?

Han mera bachpan mera larak pan tha

Dabaya duniya ne to seekha mene karak banna

Han Meri khuashe hai choti par wo jaib pe kaafi bhaari hai

Maa ko karna hai hajj or wo meri zimedaari hai

Khushiyan saari side kari khuaisho ko taal kar

Aage bhara khud phir sab ko dil se me nikaal kar

Kaha aata jaata hai tu khaana kyun nahi khaata hai

Me taras gaya hu maa tu phir se wapis ek sawaal kar

Dekh na zamaane ne ye kesa mera haal kiya hai

Qismat ka bhi phadda mujh se dekh kesa zawaal diya hai

Mera to sar maa unchaiyo ko choota tha

Aaj ana ko bhi apni mene 6 ft andar gaar dia

Ye to wo dukh hai jo batae mene

Ab wo socho jo chupa raha hu

Mehfil me bethoge to jaano ge na mujhe tum

Un kee nazar me to hamesha bura raha hu

+

      -   or   -

      -   or   -

      NG +234

          Please Select A Playlist

          Add New Playlist

          Share on

          Embed: Love & Light EP

          Custom Size :

          • Default
          • Desktop(300*600)
          • Mobile(300*250)

          Type :

          • HTML/HTML5 (WordPress Supported)
          Get Boomplay Premium
          for
          Payment Method
          Pay With
            Review and pay
            Order Date
            Payment Method
            Due Today
            Flutterwave
              Subscription Successful

              Congratulations! You have successfully activated Boomplay 1 Month Premium.

              Now you have access to all the features of Boomplay App.
              Payment Failed

              Please check your balance and then try again.

              You'll lose your subscription if we don't have a working payment method for your account, so please check your payment details.
              Need help? Contact Boomplay Subscription Support.
              Payment Processing...
              10 s

              Payment is being processed by . Please wait while the order is being comfirmed.

              Payment Processing
              Your order is processing, and it may take up to a few days for the service provider to handle your payment. Please kindly stay tuned and check your order status in ‘User Center’.
              About Order Status