Iltija Lyrics
- Genre:Rock
- Year of Release:2021
Lyrics
Iltija - jokhay
...
kya mait hi haqiqt
ya aik aouch ha har garhi
keun apny chor jaty
bataye bin yunhi
zkhmon pr mrhm jo krty thy kabhi
esy chor gaye bataye bin yunhi
tham gae wo lmhy wahein
hawaon ka rukh keun bdly nahi
keun kho gaye bataye bin yunhi
esy chor gaye batye bin yunhi
kuch to bta
aye zindagi
keun lagein
sub ajnabi
mat yun sata
ab man ja
huaab hi sahi
milny to aaa
na bholein gy wo waqt jo tha bitaya
ab kuch nhi to bs tera hi saya
bs ha yehi dua na ho muj c juda
kya thi meri hata
akhir ha kya waja
dil ki yehi sada
phir laut ky to aa
ha tuj c iltaja
ha tuj c iltaja
na hmdrd koi
ha hud py yakeen
zinda hon mn ya shahid nahi
hr din naye hn gham
rehteein ye ankhein nm
ab thak gya hon mn,brhty nahi qdm
tanhai mn dhondein tera hi saya
dhopty ko jesy koi kinara
bs ha yehi dua na ho muj c juda
kya thi meri hata
akhir ha kya waja
dil ki yehi sada
phir laut ky to aa
ha tuj c iltaja
ha tuj c iltaja
phir khary us mor py
aas ha ky laut ky
aoge milny yehein
fslon ko tor ky
muntazir wohi khary
aye na tum laut ky
qdrat ha ye faisla
qismat ko kesy dosh dein?
kisy dosh dein?
bs ha yehi dua na ho muj c juda
kya thi meri hata
akhir ha kya waja
dil ki yehi sada
phir laut ky to aa
ha tuj c iltaja
ha tuj c iltaja