FAKE RISHTEY Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2024
Lyrics
Mujhko hai yaadein teri abh fir se aati nhi
Kyun hon mai itna tanha ghum hai har baat kahi
Lafzon ki baatein bolu kholu jazbat kahi
Anjana aabh aapna rishta khuda ki rehmat nhi

Dekhe fake rishtey bhaut hai, ha sahai Maine dhoke bhaut hai
Ha toote huwe jazbaaton se sawaru aabh rishte kaise
Ha bhulu Tera rasta Aisa, jaise kabhi hum mile hi nhi hai
Aabh kisa ka mai Jaan nhi hon, bejaan padi meri ruh hai
Aaj tera sath nhi, Tu meray pass nhi
ha tujhe bus bhul jau mangu maine fariyad yehi
Abh kisi k mai sath nhi, hath kisi aur k hath mai nhi
Mil Jaaye phir se Aisa Teri aukat nhi
Na milega na mujhsa jaisa na hoga koi duza Aisa
Dil mera khud se puche, ha mana jisey maine apne dil se
meri abh ruh mujhe kosey nakli rishtey nibhaye tuney kaise
Phale doh tarfa pyaar tha, meri liye sirf akhri baar tha
ha meri liye sirf akhri baar tha
Mujhko hai yaadein teri abh fir se aati nhi
Kyun hon mai itna tanha ghum hai har baat kahi
Lafzon ki baatein bolu kholu jazbat kahi
Anjana aabh aapna rishta khuda ki rehmat nhi
Soh chuka hon kho chuka hon mai aapne hi yaadein mai bahechuka hon mai
Mera Dil abh kisi par bhi na aaye , Aisa khuch ban chuka hon mai
Tera Mera rishta Aisa tha todne par bhi na Tut sake
Par tujhe yeh rash nhi aaya dahge tode saalo se the buney
ha dahge tode saalo se the buney