Kaash Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2023
Lyrics
Chandni raat se
Guzar ke aa gaya hai din
Subah ko
Hai naya kuch nahin
Koshishon se dhak rahein hain bas
Khata ko
Kaisa hota ,
Hua jo tab
Badal sakein
Kal mein jaa rahi
Gali ho,
Jismein chal sakein
Ek zara sa beeti zindagi mein nikal sakein
Kuch sudhar lein k aaj mein sambhal sakein
Kaash
Aisa kar sakein
Kaash
Aisa kar sakein
Pata nahi, mere upar ye baadal kyun bijli girae
Kya kahin, likhne wale ne likha Ya adat milaae
Likhne waala kya pee k pada tha
Mai seedha khada tha ab jaake to
Kuch dhamaake kiye zindagi ne bin pooche batae
Kaisa hota ,
Hua jo tab
Badal sakein
Kal mein jaa rahi
Gali ho,
Jismein chal sakein
Ek zara sa beeti zindagi mein nikal sakein
Kuch sudhar lein k aaj mein sambhal sakein
Kaash
Aisa kar sakein
Kaash
Aisa kar sakein
ONE MORE TIME