Yaad Lyrics
- Genre:Soul
- Year of Release:2023
Lyrics
Taaro sang baatein teri
Kat rahi hain raatein meri
Umar bhar ka tha jo waada
Ho gayi kyu itni deri
Khaa rahi hain mujhko yaadein
Chubh rahi hain teri baatein
Kese main kahu ye jaana
Mujhko aake tu tadpa
Jab shaam hoti ye gehri
Aankho mei paani kyu bata
Kya jitna kiya tha wo kam tha
Tune bhi socha hoga na
Bahut yaad aati tumhari
Tumhein bhi aati hogi na
Kya jitna pareshan hu mai
Tu bhi to hoti hogi na
Maine paya tha ya khoya
Puri raat roya
Dekh main to jee na saka
Teri baahon mei tha soya
Neendon mei tha khoya
Jhootha tha kya ye sapnaa
Aankh meri inj royi yaad mei thi khoyi
Aj to mai pi na saka
Aankh meri inj royi yaad mei thi khoyi
Aj to mai pi na saka
Bahut yaad aati tumhari
Tumhein bhi aati hogi na
Kya jitna pareshan hu main
Tu bhi to hoti hogi na
Bahut yaad aati tumhari
Tumhein bhi aati hogi na
Kya jitna pareshan hu main
Tu bhi to hoti hogi na