Aahana Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2023
Lyrics
Mujhe dekhe tukur tukur tukur
Tu has de ek baar dekh kar
Kya kehti hain teri ye nazar
Muskura ke kar deti hain zikar
Aahana aahana
Aahana aahana
Aahana aahana
Tu jaise bahara
Hue zindagi pyari
Tere aane se meri
Bulau tujhko kabhi
Godi me aaja meri
Hain choti si pyari si nanhi ye meri pari
Masoom sa chehra or kitni
Pyari hain aankhein teri
Aane de aane de
Ye khushiyan tu aane de
Jaane de jaane de
In gum ko tu jaane de
(Jaane de)
Aahana aahana
Aahana aahana
Aahana aahana
Aahana aahana