Loading...

Download
  • Genre:Hip Hop & Rap
  • Year of Release:2023

Lyrics

Ati hai mujhko to ye shabdon ki kalakaari

Log bolte hain mujhko ki ye kon si hai bimaari

Ajkal ke londe bhi kis chakkar me pade hue hain

Shikar karne k liye banna hai mujhko shikaari


Waise to meri hai kaafi sari pehchan lekin

Log puchte hain beta kya hai khaandaan

Ab in murakh logon ko main kaise samjhaun

Market mein har jagh chalega ek hi naam yeah..


Manzil ko paane k liye mehnat apni jari hai

Gana banane ki chai ek khumari hai

Raste hain tedhe - Medhe aur inpy bhi gadhe hain

Shabdon ki jaam maine pili ab saari hai


Log pareshan kyuki unke paas paisa nahi hai

Hardam bas yahi kehte iske uske jaisa nahi hai

Kab tak fase rahoge ye sab k lafde mein

Aisa nahi hai waisa hai bolo kaisa nahi hai.


Khabardaar kharbdaar dekho aya samchaar

Meri chaal ko dekhke dushman ho gaye hoshiyaar

kalakaar kalakaar leke aya uphaar

Raste mein na ana warna hoga hahakaar


Khabardaar kharbdaar dekho aya samchaar

Meri chaal ko dekhke dushman ho gaye hoshiyaar

kalakaar kalakaar leke aya uphaar

Raste mein na ana warna hoga hahakaar


Likhta hoon apna gaana khudke mere kalam se

Zubaan se nikalti hai sachai meri kasam se

Haiwaniyat si soch leke sadkon py tum ghum rahe

Buraiyaan failai tumne apne khud ke karam se


Aurat ko devi nahi to kam se kam insaan samjho

Kabhi to thoda sa dedo bhi samman inko

Pata hai mujhko ki tum soch se bekaar ho

Isiliye to tum mard nahi tum saale makkar ho


Dil k kaise ache ho jab niyat me hi khot hai

Wasna ke chakkar mein dhili teri langot hai

Ghada paap ka bhar raha ab thoda sambhal jao

Kya … Itna bhi samjh nahi ata sar py teri chot hai


Meherbaan kadardaan na hai inka imaan paisa paisa kha kha ke bana liya makan

Aur paa liya mukaam

Kyuki log hain bezubaan

Kaafi bhuke pet man rahe

Ye khaate butter naan


Koi Awaaz uthade aisa koi nahi hai

Ankhein kholke janta bhi soi hui hai

Ye fase hue hain aise maya jaal mein

Inki soch bhi yaha wahan khoi hui hai


Na hi milti hai saza

Kyunki koi nahi wajh

Pareshani mein dekhkar

Inko ata hai maja

Ab sab hota sare-aam

Kyunki soi hai awaam

Jab tu dega matdaan

Wo pahuchega Aasmaan


Aise bhid ae alag use tune hi kiya

Izaat aur samman use tune hi diya

Fayeda uthaya usne pet bharke

Tere jazbaaton ko ek ghunt mien piya


Khabardaar kharbdaar dekho aya samchaar

Meri chaal ko dekhke dushman ho gaye hoshiyaar

kalakaar kalakaar leke aya uphaar

Raste mein na ana warna hoga hahakaar


Khabardaar kharbdaar dekho aya samchaar

Meri chaal ko dekhke dushman ho gaye hoshiyaar

kalakaar kalakaar leke aya uphaar

Raste mein na ana warna hoga hahakaar

+

      -   or   -

      -   or   -

      NG +234

          Please Select A Playlist

          Add New Playlist

          Share on

          Embed: Love & Light EP

          Custom Size :

          • Default
          • Desktop(300*600)
          • Mobile(300*250)

          Type :

          • HTML/HTML5 (WordPress Supported)
          Get Boomplay Premium
          for
          Payment Method
          Pay With
            Review and pay
            Order Date
            Payment Method
            Due Today
            Flutterwave
              Subscription Successful

              Congratulations! You have successfully activated Boomplay 1 Month Premium.

              Now you have access to all the features of Boomplay App.
              Payment Failed

              Please check your balance and then try again.

              You'll lose your subscription if we don't have a working payment method for your account, so please check your payment details.
              Need help? Contact Boomplay Subscription Support.
              Payment Processing...
              10 s

              Payment is being processed by . Please wait while the order is being comfirmed.

              Payment Processing
              Your order is processing, and it may take up to a few days for the service provider to handle your payment. Please kindly stay tuned and check your order status in ‘User Center’.
              About Order Status