Intezaar ft. Fizza Lyrics
- Genre:Jazz
- Year of Release:2023
Lyrics
Ayei toh main thi kahaan se
Jahun baar baar ve
Aya tu itne aasaan se
Kar na intezaar ve
Lekin ayei toh main thi
Par main aa na sakin
Tere liye main nahin
Tere liye aur kahin
Tere liye main nahin
Tere liye aur kahin
Na de kudh ko yeh sazaa re
Bahar hai hazaar ve
Maana toh khwaab humare
Reh gaye adhure ve
Yeh soch ke na jaana
Tu ne karne pure the
Jaungi main toh aaj hai aana
Kal hai tumhara bhi
Lekin ayei toh main thi
Par main aa na sakin
Tere liye main nahin
Tere liye aur kahin
Tere liye na banin
Tere liye aur haseen
Lekin ayei toh main thi
Par main aa na sakin
Tere liye main nahin
Tere liye aur kahin
Roz soch thi hoon main tere
Khwaab kaun le ayega
Woh hi khwaab ab bhi hai mere
Koi toh aakhir ayega
Lekin ayei toh main thi
Par main aa na sakin
Tere liye main nahin
Tere liye aur kahin