KYA PATA (Acoustic) ft. Gaurav Thadanii Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2023
Lyrics
Ab mujhe kahin kuch nahi dikh raha
Yeh lamha kya hai kya pata
Kis gully mein hun mei aa gaya
Kaale badalon se hun mei gira
Mushkilen badhti jaa rahi hai
Dil ki dhadkane tham si gayi hai
Kya sahi hai aur kya nahi hai
Ajnabi si yeh zindagi hai
Mujhe hai safar ka nasha
Duniya se hu bekhabar
Jis taraf mera dil kahe
Chalu mei akela befikar
Na kisi aur ka intazaar hai
Chalu mei akela befikar
Ab chal raha hu mei yuhi
Chahe jo ho jaye rukna nahi
Raste mile ya na mile
Manzil se badhkar kuch nahi
Mushkilen badhti jaa rahi hai
Dil ki dhadkane tham si gayi hai
Kya sahi hai aur kya nahi hai
Ajnabi si yeh zindagi hai