Riha ft. Nabeel Zubair Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2022
Lyrics
Tunye fir koi khwaab buna hoga
Kar guzar kuch soch ke Kya hoga.
Tu chalta ja tanha, humsafar hai tu hi khudka.
Tu bana apna rasta, apna rasta.
Hai tu dariya, tu behta hi jaa.
Kinaaron se tu kar khudko rihaa..
Puchna na tu kabhi bhi kisi se,
Manzil teri bus tujhe hi pata hai.
Beparwaah ho jaa tu, kuch aazad ho jaa tu.
Dil me Jo bhi hai kar tu bas wohi.
Khwaabon ko khamakhan yun tu marne na de, sulagne de unhe.
Tu chalta ja tanha, humsafar hai tu hi khudka.
Tu bana apna rasta, apna rasta.
Hai tu dariya, tu behta hi jaa.
Kinaaron se tu kar khudko rihaa.
Toone fir koi khwaab buna hoga,
Kar guzar bus soch ke Kya hoga...